Namaste. Main Abhijeet Kumar Yadav — AK Yadav, Gaya, Bihar se hoon. Main un dukaanon ke liye website banata hoon jo Google pe dikhna chahti hain — Kirana, Kapde, Gaming Zone, Chai, Parlour, Coaching.
Mera kaam simple hai — Saaf-suthri, tez aur premium website, jo customer ko turant samajh aaye aur WhatsApp pe order aaye.
Selected Work
01 — Smart Collection Kapde Ki Dukaan — Gaya
02 — Gaming Zone Gaming — Gaya
03 — Ram Kirana Store Kirana — Gaya
04 — Raju Chai Wala Chai Dukaan — Gaya
Process
01 — Baat Karo WhatsApp pe bolo "Mujhe Website Banwani Hai".
02 — Photo Bhejo Dukaan ki photo bhejo, ya main aake le lunga.
03 — Demo Dekho — Advance Zero Hai Main advance nahi leta. Pehle demo bana ke dikhata hoon.
04 — Pasand Aaye Tabhi Paisa Do Demo pasand aaye to hi paisa dena.
Pricing
BASIC
₹1,499
1 Page — Photo + Number + Location + WhatsApp
STANDARD — MOST POPULAR ★
₹3,999
5 Pages — Puri Dukaan Online
PREMIUM
₹7,999
10 Pages — Showroom Jaisa Brand
Reviews
★ 4.9 / 5.0 — 5,000+ log kya bole
★★★★★
Ram Kirana Wala — Gaya "AK Yadav bhai ne bahut badhiya website banayi. Ek number kaam hai."
★★★★★
Ram Kapda Wala — Smart Collection "Customer WhatsApp se order karta hai. Kaam ekdum ek number hai."
★★★★★
Shyam Munna Wala — General Store "Pehle demo dikhaya, pasand aaya tabhi paisa liya. Advance bhi nahi liya."
★★★★★
Vikash Yadav — Gaming Zone "Booking ab online aati hai. Tournament me 100 bacche khud register kar lete hain."
★★★★★
Sanjay Gupta — Kirana Store "Ghar aake photo liya, samjha ke website banayi. Ekdum bharosemand."
★★★★★
Raju Chai Wala — Gaya "Meri chhoti si chai ki dukaan ki bhi website bana di. Ab log Google pe dekh ke aate hain."
★★★★★
Pooja Parlour — Gaya "Photo gallery dekh ke ladkiyan WhatsApp pe booking karti hain."
★★★★★
Aman Mobile Shop — Gaya "Rate list aur photo sab clear hai. Customer ko ab baar-baar rate nahi batana padta."